Haider E Karrar Lyrics Nadeem Sarwar 2018

Haider E Karrar Lyrics Nadeem Sarwar 2018 – Nadeem Sarwar Lyrics

Noha Khwan Nadeem Sarwar

Ya Ali a.s Moula Ali a.s
Ali a.s x3
(Ali a.s Ali a.s Moula Ali a.s Ya Ali a.s Ya Ali a.s) x2
(Jaan-e-Chaman Tu
Sheerin Sukhan Tu
Rab Ka Dahan Tu
Shah-e-Zaman Tu) x2
(Ali a.s Ali a.s Moula Ali a.s Ya Ali a.s Ya Ali a.s) x2
(Uski Duniya Ghulam Hoti Hai) x2,
Jo Ali a.s Ka Ghulam Hota Hay
Rang Haider a.s Ka Jis Pe Charh Jaaye, (Uska Mar Kar Bhi) x2
Naam Hota Hay
(Ali a.s Ali a.s Moula Ali a.s, Ali a.s Moulana Ya Ali a.s) x2
(Moula Moula Moula, Aliyun Waliullah) x2
Haan, Sarkar Alamdar Do Aalam Ka Madadgaar
Haider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.s
Peero’n Main Mera Peer Zabardast Hai Sakrar
Haider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.s
Sarkar Alamdar Do Aalam Ka Madadgaar Ali a.s Haider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.s
Peero’n Main Mera Peer Zabardast Hai Sakrar Ali a.s Haider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.s
Shaaho’n Sey Bhi Aala Hain Tere Dar Key Gadagar
Kartey Hain Ghulami Teri Duniya Key Sikandar
Aala Hain Ameero’n Sey Faqeero’n Key Muqaddar
Jannat Key Hain Taajir Teri Dehleez Ke Noukar
Nara-e-Haidari a.s Moula
Nara-e-Khaibari Moula
Nara-e-Safdari Moula
Nara-e-Qambari Moula
Meesum Ney Lagaya Hay Yehi Nara Sar-e-Daar
Haider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.s
Sarkar Alamdar Do Aalam Ka Madadgaar Ali a.s Haider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.s
Peero’n Main Mera Peer Zabardast Hai Sakrar Ali a.s Haider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.s
(Moula Moula Moula, Aliyun Waliullah) x2
Allah Ka Anmol Jo Shahkar Bana Hay
Islam Ka Aala Jo Alamdar Bana Hay
Mushkil Main Jo Nabiyo’n Ka Madadgaar Bana Hay
Wo Saarey Imamo’n Ka Jo Sardar Bana Hay
Kul-e-Iman Hain Moula
Deen Ki Shan Hain Moula
Shah-e-Mardaan Hain Moula
Sher-e-Yazdaan Hain Moula
Kehty Hain Nabbi s.a.w.w Apna Jissey Waris-e-Dastar
Haider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.s
Sarkar Alamdar Do Aalam Ka Madadgaar Ali a.s Haider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.s
Peero’n Main Mera Peer Zabardast Hai Sakrar Ali a.s Haider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.s
Saadaat Ki Pur Azm Qayadat Main Ali a.s Hai
Shabbir a.s Ke Andaaz-e-Ibadat Main Ali a.s Hai
Sajjad a.s Ki Zainab s.a Ki Khitabat Main Ali a.s Hai
Abbas a.s Key Parcham Ki Jalalat Main Ali a.s Hai
Ali a.s Asghar Main Bhi Moula
Ali a.s Akber Main Bhi Moula
Aal-e-At’har Main Bhi Moula
Haan Bahattar Main Bhi Moula
Hai Pak Gharana Tera Islam Ka Mey’Maar
Haider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.s
Sarkar Alamdar Do Aalam Ka Madadgaar Ali a.s Haider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.s
Peero’n Main Mera Peer Zabardast Hai Sakrar Ali a.s Haider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.s
(Moula Moula Moula, Aliyun Waliullah) 2
Sarkar a.s Ye Sab Ap Ki Zoja s.a Ki Dua Hay
Ghar Ghar Main Jo Ye Matamam-e-Sadaat Bapa Hay
Har Dil Terey Bacho’n Ka Aza Khana Bana Hay
Aankhain Hain Najaf Dil Main Bassi Karb-O-Bala Hai
Ham Azadar Hain Moula
Ham Wafadar Hain Moula
Terey Gham Khuwar Hain Moula
App Sardar Hain Moula
Sarkar Bana Lijiye Apna Hamain Zawwar
Haider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.s
Sarkar Alamdar Do Aalam Ka Madadgaar Ali a.s Haider-e-Karar a.s Haider-e-Karar a.s
(Shah-e-Mardaan Sher-e-Yazdaan Quwwat-e-Parwardigar
La Fata illa Ali a.s La Saif illa Zulfiqar) x2
(BeAliYin a.s BeAliYin a.s BeAliYin a.s BeAli a.s) x2
Meri Har Fikar Main Har Soch Main Rehta Hai Ali a.s
BeAliYin a.s BeAliYin a.s BeAliYin a.s BeAli a.s
Noor Ban Ker Meri Aankho’n Main Chamakta Hai Ali a.s
BeAliYin a.s BeAliYin a.s BeAliYin a.s BeAli a.s
Ishq Ban Kar Meri Saanso’n Main Samaya Hai Ali a.s
Misl-e-Qur’an Merey Dil Main Dharakta Hai Ali a.s
Abr-e-Rehmat Ki Tarha Mujh Pe Barasta Hai Ali a.s
(Shah-e-Mardaan Sher-e-Yazdaan Quwwat-e-Parwardigar) x2
La Fata illa Ali a.s La Saif illa Zulfiqar
Ali a.s x4
Ali a.s x3
Ali a.s x3
Fatah-e-Khaiber
Ali a.s x3
Nafs-e-Payamber s.a.w.w
Ali a.s Ali a.s Ali a.s
Saqi-e-Kousar
Ali a.s Ali a.s Ali a.s
Nabiyo’n Ka Yawar
Ali a.s Ali a.s Ali a.s
Waliyo’n Ka Rehbar
Ali a.s Ali a.s Ali a.s
Gohar-e-Mimber
Ali a.s Ali a.s Ali a.s
Hai Sheyr-e-Dilawar
Ali a.s Ali a.s Ali a.s
Mera Qoul O Muqadar
Ali a.s Ali a.s Ali a.s
Sahifa-e-Falak
Haider a.s Haider a.s
Wazeefa-e-Malak
Haider a.s Haider a.s
Hai Arsh-e-Ula Talak
Haider a.s Haider a.s
Shehanshah-e-Najaf
Haider a.s Haider a.s
Nuqta-e-Ba Sharaf
Haider a.s Haider a.s
Sada Hai Har Taraf
Haider a.s Haider a.s
Moula Moula
Ali a.s Ali a.s Ali a.s
Moula Moula
Ali a.s Ali a.s Ali a.s
Moula Moula
Ali a.s x3
Ali a.s x9

Leave a Reply

error: Content is protected By the Owner of Nohay Lyrics !!