Shah e Mazloom Lyrics
Hussain Ya Hussain
Asalam akaila Ya aba abdillah
Mola
Shah e Mazloom ka hum soogh mananay walay

alam abbas ka kandhoun pe uthanay walay

Mola Shabeer ka ghum hai humain wirse main milla
hum hain zehra ki dua or hain hum sab se juda
hum ko kehte hain hussaini yeh zamanay walay
Shah e Mazloom ka hum soogh mananay walay
Shah e Mazloom ka hum soogh mananay walay
14 sadiyoun se hai jari shahe mazloom ka ghum
janab e Hamza ka marsal ne karaya matam
khud nabi pak hain sunnat yeh chalanay walay
Shah e Mazloom ka hum soogh mananay walay
Shah e Mazloom ka hum soogh mananay walay
3 din piyasay rahay jo bar saray karbobala
nannay bachoun ko bhi pani ne zalimoun ne diya
yaad main unki sabiloun ko sajanay walay
Shah e Mazloom ka hum soogh mananay walay
Shah e Mazloom ka hum soogh mananay walay
18 saal ka akbar woh jo karyal tha jawan
jis ke seenay main zalimoun ne torh di thi sina
Us ke ghum main hain zanjeer chalanay walay
Shah e Mazloom ka hum soogh mananay walay
Shah e Mazloom ka hum soogh mananay walay
Kehta Quran hai mazloom ko rona hai rawa
hoga mehshar main yeh maloom sila is ka hai kia
ghum e shabeer main aey bahanay walay
Shah e Mazloom ka hum soogh mananay walay
Shah e Mazloom ka hum soogh mananay walay
Zinda o Jaweeb ka hum karte nhi matam
ghum e shabeer main khud rotay rahay hain Khatam(S.A.W)
is pe tu ghoor kar aey fatwe laganay walay
Shah e Mazloom ka hum soogh mananay walay
Shah e Mazloom ka hum soogh mananay walay
Zinda Yousuf they magar rotay they Yaqoob nabi
ghum kia itna ke ankhoun ki beenai bhi gai
zinda beta hai they Jibrail batanay walay
Shah e Mazloom ka hum soogh mananay walay
Shah e Mazloom ka hum soogh mananay walay
Humaray khoon bahanay pe Iteraz na kar
Owais Karni bahaya he khoon goor tu kar
zinda Ahmad (S.A.W) they humain deen batanay walay
Shah e Mazloom ka hum soogh mananay walay
Shah e Mazloom ka hum soogh mananay walay
is liyay likha hai Khursheed ne Hamza ne parha
har azadar ko mehshar main degi Syeda sila
khul main jaien gay sab ronay rulanay walay