Zara Sa Pani Lyrics Nadeem Sarwar 2018

Zara Sa Pani Lyrics Nadeem Sarwar 2018 – Nadeem Sarwar Lyrics

Noha Khwan: Nadeem Sarwar

Haaye

Hussain a.s Jab Key Chaley Aey Bad-e-Dopehar Ran Ko

Na Tha Koi Key Jo Thaamey Rakab-e-Tousan Ko

Sakina s.a Thaam Rahi Theen Abaa Key Daman Ko

Hussain a.s Chup Ke Kharey Hain

(Wa Ghurbata Wa Museebata) 2x

Hussain a.s Chup Ke Kharey Hain

Wa Ghurbata Wa Museebata

Hussain a.s Chup Ke Kharey Hain

Nazar Alam Per Garri Hui Hay

(Sakina s.a Thaamey Abaa Ka Daman) 2x

(Ye Apney Baba a.s Sey Keh Rahi Hay) 2x

Aye Payarey Baba Qasam Tumhari

Main Tishna Lab Hoon Zara Sa Paani

(Wa Ghurbata Wa Museebata) 2x

Chacha a.s Sey Aye Baba a.s Jaan Keh Dain

Sakina s.a Payasi Hai Teen Din Sey

(Zaban Pe Kaantey Parey Huye Hayn) 2x

(Key Mashk Khali Hai Teen Din Sey) 2x

Lo Baba a.s Dekho, Mashk Khali

Main Tishna Lab Hoon Zara Sa Paani

(Wa Ghurbata Wa Museebata) 2x

Mujhey Hai Ehsaas Mery Baba a.s

Key Ham Sey Payasey Ho Tum Ziyada

(Karoon Gi Tum Sey Na Phir Taqaza) 2x

(Hai Baba a.s Beti s.a Ka Tum Sey Wada) 2x

Main Tum Pey Sadqey, Main Tum Pe Wari

Main Tishna Lab Hoon Zara Sa Paani

(Wa Ghurbata Wa Museebata) 3x

Zara Sa Paani

Leave a Reply

error: Content is protected By the Owner of Nohay Lyrics !!