Hoga Ya Hussain

Hoga Ya Hussain Lyrics | Nadeem Sarwar 2023

Hoga Ya Hussain Lyrics

Haan
Kaisa piyara nara hai yeh har dill ne pukara hai yeh
Mola yeh humara hai Ya Mola Ya Hussain
Mere mola sab ne dill se mana hai Yeh
Sab ne jisko pana hai yeh hum sab ka khazana hai
Ya Mola Ya Hussain

Mola hamara jis ke dill main bhi rahay
Hur ki tarhan uska dill bhi yeh kahayga
tum be missaal mola
tum la zawal mola
tum be missaal mola
tum la zawal mola
har dill se arahi hai mola yeh sada

hoga jab bedaar yeh zamana ya hussain x2
saray jahan ke lab par hoga, hoga ya hussain x2
hoga jab bedaar yeh zamana ya hussain
saray jahan ke lab par hoga, hoga ya hussain
hota tha ya Hussain hota hai Ya Hussain hota rahay ga Ya Hussain
Ya hussain Hussain

Teri Qurbani mola deti hai gawahi
har dill pe hogi mola teri badshahi x2
tera hi name hoga
tera paigham hoga
tera hi name hoga
tera paigham hoga

sab ke Dilloun main hogi zinda karbala
ghar ghar hoga apka jab ana Ya hussain

saray jahan ke lab par hoga hoga ya hussain x2
hoga jab bedaar yeh zamana ya hussain x2
saray jahan ke lab par hoga hoga ya hussain

Shah ast Hussain
Badshah ast Husain
Wallah Deen ast Hussain
Deen panah ast Hussain
hoga ya Hussain Hoga Ya Hussain
aisa hai aisa mola mera gharana
rab ne banaya jiski khatir yeh zamana x2
Syed Sultan ka ghar
Qulle Eman ka ghar
Syed Sultan ka ghar
Qulle Eman ka ghar

Nokar hai jiske ghar ka sara yeh jahan
Samjhain gay jab apka gharana Ya Husain x2

saray jahan ke lab par hoga hoga ya hussain x2
hoga jab bedaar yeh zamana ya hussain x2
saray jahan ke lab par hoga hoga ya hussain
hota tha Ya Hussain hota hai Ya Hussain hota rahay ga Ya Hussain
Ya Hussain

Jo na kiya kisse woh tum ne kar dikhaya
rahay khuda main mola ghar ka ghar lutaya x2
tum par salam Mola har subho sham Mola x2
Tum sa nhi hai Mola tum sa dosra
Hoga har insan jab tumhara ya hussain x2

saray jahan ke lab par hoga hoga Ya Hussain x2
hoga jab bedaar yeh zamana ya hussain x2
saray jahan ke lab par hoga hoga Ya Hussain
Shah ast hussain
badshah ast husain
Wallah Deen ast Hussain
Deen Panah ast Hussain
Hoga Ya Hussain x2

Aa Daikh zara yeh karbobala kia noor khuda ka bikhra hai
hairan karoraoun ankhain hain har simt hussain ka jalwa hai
Kal jalta hoa ek sehra tha ab jannat ka ek tukra hai
kal pak Hussain akaila tha ab uske sath Zamana hai
Jo beet gaya jo ayay ga har door tumhara Ya hussain
Mola hai Humara Ya hussain Hum sab ka hai Nara Ya Hussain
Hoga Ya Hussain Hoga Hoga Ya Hussain

Jari hai or Jari hi rahay ga
har ghum pe ghum tumhara bhari hi rahay ga x2
tum par qurban mola hum sab ki jaan mola x2
tum hi raho gay mola seenoun main sada
Dill jab hoga apka thikana Ya Hussain x2

saray jahan ke lab par hoga hoga ya hussain x2
hoga jab bedaar yeh zamana ya hussain x2
saray jahan ke lab par hoga hoga ya hussain
hota tha Ya Hussain hota hai Ya Hussain hota rahay ga Ya Hussain

Jab bhi aien gay mola Imam e Zamana
unke laboun pe hoga noha Karbala ka x2
har dill bedar hoga sheh ka zawar hoga x2
sari duniya main hoga zikre Karbala
matam hoga ap ka phir aisa Y a hussain x2

saray jahan ke lab par hoga hoga ya hussain x2
hoga jab bedaar yeh zamana ya hussain x2
saray jahan ke lab par hoga hoga ya hussain
hota tha ya hussain hota hai Ya Hussain hota rahay ga Ya Hussain

Shabir Ke jaisa duniya main na aya tha na or na ayay ga
allah se aisa ishq bhala ab karke kon dikhayay ga
Quran sheh walay ki tarhan naizay pe kon sunai ga
ab karbobala jaisi basti na koi or basai ga
Lasha e Zaman hai zakhmi badan tera deen bhi or tu bhi sacha hai
tu zinda hai painda hai har yeh sara zamana keh ta hai
Har dil ne pukara ya hussain
Har ankh ka tara
har qoom ka nara
mola hai hamara x5

Leave a Reply

error: Content is protected By the Owner of Nohay Lyrics !!