Rozadaro Qayamat Ke Din Hain Lyrics | Mesum Abbas 2019

Rozadaro Qayamat Ke Din Hain Lyrics

Ibne muljim ne haider ko mara
Rozadaro qayamat ke din hain

Tum se chuta hai mola tumhara
Rozadaro qayamat ke din hain

Soni kabre rasool e khuda hai
Ghar main zehra ke Ah o baqa hai

Khak urata hai haider ka kunba
Rozadaro qayamat ke din hain

Ale ahmed pe afat ye ai
beqasoin pe yatemi hai chahi

Uth gaya sar se haider ka saya
Rozadaro qayamat ke din hain

Ghar main khaliq ke haider ko mara
Jansheen payamber ko mara

Hai sajda main sarwar ko mara
Rozadaro qayamat ke din hain

Dil hilate hain zainab ke nal
Khak urate hain sub ke kunba wale

Uth raha hai ali ka janaza
Rozadaro qayamat ke din hain

Ibne muljim ne haider ko mara
Rozadaro qayamat ke din hain

Leave a Reply

error: Content is protected By the Owner of Nohay Lyrics !!