ya Hussain Ya Hussain
hyee Hussain a.s
piyasa gala ka bhai ka
chalti rahi churi
sattar qadam sa piyasi behn dakhte rahi
hyee kahte the kiya iss liya pisi the chakiyang
chadar sa saf karti the zakhmo ko ro ka maa
zakhmi sara hussain tha zahra ki goud the
sattar qadam sa piyasi behn dakhte rahi
roky hwa tha piyar ma khanjar ka war ko
beta sa kitna piyar tha duldul sawar ko
rakha hwa tha shaeh ka galay pa gala
sattar qadam sa piyasi behn dakhte rahi
hye maqtal ma char saal ki zahra ko goud ma
aik bar phir utha la sakina ko goud ma
afsoof qatilon sa ijazat nhi mili
sattar qadam sa piyasi behn dakhte rahi
chehra watan ki simt wo karta tha bar bar
ankhon ma bara hwa sughra ka intizar
hyee gariba zahra ki ankha khuli rahe
sattar qadam sa piyasi behn dakhte rahi
kahta tha wo isharon ma zainab sa jawo gar
ankho ko band kar lo ki kat jaya mara sar
sina pa shaeh ta zanu ta rakha hwa shqee
sattar qadam sa piyasi behn dakhte rahi
hyee lasha kabi furat pa kabi uthta kabi gira
karbubala ma hashuir takalum bapa hwa
abbas tum kahang hu sada jab shaeh na di
sattar qadam sa piyasi behn dakhte rahi