Jawan Ali Akbar Lyrics

Jawan Ali Akbar Lyrics | Ali Shanawar 2022

Jawan Ali Akbar Lyrics

Ali Ali Ali Ali Akbaram

(Rahat E Jaan
Vird E Zaban
Sa’at E Azan
Jaan Ali Akbaram) X2

Jaan Ali Akbaram

(Jawan Ali Akbar
Naujawan Ali Akbar) X2

Aye Gule Laila Ali Jaan Ali Akbaram

Jawan Ali Akbar Naujawan Ali Akbar
Naujawan Ali Akbar X3

Aye Dil O Jaan E Pidar, Shakl E Payambar Akbar
Aye Qarar E Dile Zainab, Gule Madar Akbar
Misle Abbas E Jari Shere Dilaawar Akbar
Yusuf E Fatima Zahra , Dile Haider Akbar
Husn E Zaman Akbar, Aye Nauz E Chaman Akbar X2

Aye Gule Laila Ali Jaan Ali Akbaram
Jawan Ali Akbar Naujawan Ali Akbar X2
Najawan Ali Akbar X3

Maula Shabbir Ne Maanga Hai Duaon Me Tumhe
Ghazi Abbas Ne Rakha Hai Panaahon Me Tumhe
Mil Ke Do Maaoñ Ne Pala Hai Ridaon Me Tumhe
Rabbe Akbar Ne Rakha Noori Hijaabon Me Tumhe
Nauz E Dil E Sarwar Aye Shabeeh E Paighambar X2
Aye Gule Laila Ali Jaan Ali Akbaram
Jawan Ali Akbar Naujawan Ali Akbar X2

Rahat E Jaan
Vird E Zaban
Sa’at E Azan
Jaan Ali Akbaram

Jawan Ali Akbar Naujawan Ali Akbar

Boleeñ Laila Ke Gale Mujhko Lagate Jao
Boleeñ Zainab Mujhe Surat To Dikhate Jao
Bole Shabbir Meri Aas Bandhate Jao
Mujhko Nana Ki Ziyarat To Karate Jao

Haye Lahu Mein Tar Ham Surat E Paighambar X2

Aye Gule Laila Ali Jaan Ali Akbaram
Jawan Ali Akbar Naujawan Ali Akbar
Naujawan Ali Akbar X3

Kaise Maqtal Tumhe Jaane Ki Ijazat De Doon
Kaise Khaime Se Nikalne Ijazat De Doon
Kaise Is Pyaas Me Ladne Ki Ijazat De Doon
Maa Hoon Kaise Tumhe Marne Ki Ijazat De Doon

Jaun Dil E Madar Ye Maa Ho Fida Tum Par X2
Aye Gule Laila Ali Jaan Ali Akbaram
Jawan Ali Akbar Naujawan Ali Akbar X2

Rahat E Jaan
Vird E Zabaan
Sa’at E Azaan
Jaan Ali Akbaram

Jawan Ali Akbar Naujawan Ali Akbar

Haay…Khake Seene Pe Sina Zeen Se Akbar Jo Gira
Ho Gaya Khaimo Me Kohram Bapa Wa-Waila
Ye Sada Dasht Me Deta Tha Ghareeb E Zahra(s.a)
Haye Akbar Mera Akbar Mera Akbar Na Raha
Noore Nazar Akbar Aye Nouze Pidar Akbar X2
Aye Gule Laila Ali Jaan Ali Akbaram
Jawan Ali Akbar Naujawan Ali Akbar X2
Naujawan Ali Akbar X3

Rahat E Jaan
Vird E Zaban
Sa’at E Azan
Jaan Ali Akbaram

Jaan Ali Akbaram X2

Leave a Reply

error: Content is protected By the Owner of Nohay Lyrics !!