Baba Janum Lyrics in Persian/Urdu | Ali Shanawar 2018

Baba Janum Lyrics

Yateem o ghum naseeba’n
Ba dasto mann ghareeba’n
Baba jaanam, baba jaanam, baba jaanam..(4)
Mai sue zindaan chali, aapki naazo ki pali
Sue zindaan chali, sue zindaan chali
Baba jaanam, baba jaanam, baba jaanam..(2)

Qafela jab sue zindaan chala..(2)
Apne baba se sakina ne kaha
Hogaya qaid tumhara kunba
Baba dekho mera rassi me gala
Haye meri yateemi, haye meri ghareebi
Baba jaanam, baba jaanam, baba jaanam..(2)
Mano yek alam-e- gham ay baba
Mano in kaamat-e-kham ay baba
Kaash budi ke bebini ke chetor vaared-e-kufe shodam ay baba

Mano yak aalam e ghum aye baba
Mano een kaamat e kham aye baba
Kash budi ke bebini ke chetor
Waride kufe shudam aye baba
Aye waay az in yatimi, aye waay az in ghareebi
Baba jaanam, baba jaanam, baba jaanam..(2)
Mai sue zindaan chali, aapki naazo ki pali
Sue zindaan chali, sue zindaan chali
Baba jaanam, baba jaanam, baba jaanam..(2)

Baba ek baar to aankhein kholo
Qaidi beti ki ye halat dekho
Baba ek baar sakina keh do
Bolo baba mere kuch to bolo
Haye meri yatimi, haye meri gharibi
Baba jaanam, baba jaanam, baba jaanam..(4)

Misle yak gunchaye afsurdam man
Khaili yak sakht dilazurdam man
Door az chishme tho va chishme amu
Daem az shimr kotak khurdam man
Aye waay az in yatimi, aye waay az in ghareebi
Baba jaanam, baba jaanam, baba jaanam..(2)
Mai sue zindaan chali, aapki naazo ki pali
Sue zindaan chali, sue zindaan chali
Baba jaanam, baba jaanam, baba jaanam..(2)

Baba pani ki mujhe aas nahi
Mera saqqa mera abbas nahi
Ashk pi lungi mujhe pyaas nahi
Humko ye karbobala raas nahi
Haye meri yatimi, haye meri gharibi
Baba jaanam, baba jaanam, baba jaanam..(4)

Masl-e-sham misuzam arum baba..(2)
Baste be tanabe bazum baba
az hamoon shab ke zamin oftadam
Dard mipiche ta pahloom baba
Aye waay az in yatimi, aye waay az in ghareebi
Baba jaanam, baba jaanam, baba jaanam..(2)
Mai sue zindaan chali, aapki naazo ki pali
Sue zindaan chali, sue zindaan chali
Baba jaanam, baba jaanam, baba jaanam..(2)

Baba ek baar sadaa do baba
Apne nazdeek bula lo baba
Shimr aata hai bacha lo baba
Apne daman mein chupa lo baba
Haye meri yatimi, haye meri gharibi
Baba jaanam, baba jaanam, baba jaanam..(4)
Mai sue zindaan chali, aapki naazo ki pali
Sue zindaan chali, sue zindaan chali

Leave a Reply

error: Content is protected By the Owner of Nohay Lyrics !!