Janum Ya Hussain Lyrics

Janum Ya Hussain Lyrics – Nadeem Sarwar – 2019

Janum Ya Hussain Lyrics

Azadar-e-Hussain

Sab mill ke, Hum Awaz hoke

Haaan,

(Maula Ya Hussain) x2

(Ya Hussain) x4

(Maula Ya Hussain) x2

Haaannn….

(Hussain Ka jo sogh hai Na khatam hoga Ba Khuda) x2

Muharram o Safar na ho to ghum na ho sath kia

(Zindagi ke sath bhi, Zindagi ke baad bhi) x3

Baadshah Hamara Ya Hussain, Hussain

(Janum Ya Hussain) x3

Hussain Hussain

(Janum Ya Hussain) x3

Hussain Hussain

Maula Awaz do, Humain Parwaz do

Hum Azadaroun ki taqdeer Jagado

Apka Sath ho, Apki Bat ho

Dill maira Apna azakhana bana do

(Maula Maula Hussain Ya Moula Hussain) x2

Zindagi ke Sath bhi, Zindagi ke baad bhi

Baadshah Hamara Ya Hussain, Hussain

(Janum Ya Hussain) x3

Hussain Hussain

(Janum Ya Hussain) x3

Hussain Hussain

Aaa, Zinda Wafadar Rahay

Farshe Azadar Hi rahay

Tujh pe Jiyain, Tujh Par marain

Naukri yeh Chalti rahay

Hum Rahain, Na rahain

Hum Jiyain, Na Jiyain

Hum Chalain, Ya Rukain

Is jahan keh sath bhi, is jahan keh baad bhi  

Is jahan keh sath bhi, is jahan keh baad bhi

Baadshah Hamara Ya Hussain, Hussain

(Janum Ya hussain) x3

Hussain Hussain

(Janum Ya hussain) x3

Hussain Hussain

(Badshah) x3

Ya Hussain

(Badshah) x3

Ya Hussain

Zindagi, keh sath bhi, Zindagi, keh baad bhi

Baadshah Hamara Ya Hussain

Tera yeh ghum sath rahay

Tera karam sath rahay

Chalte rahain Ahl-e-Aza 

Or Alam Sath Rahay

Har Kadam, Dam Ba Dam

Sath ho, tera ghum

Karbala, ki Qasam

Dharkanoun keh sath bhi

Dharkanoun keh baad bhi

Dharkanoun keh sath bhi

Dharkanoun keh baad bhi

Badshah Humara Ya Hussain 

Hussain

(Janum Ya hussain) x3

Hussain Hussain

(Janum Ya hussain) x3

Hussain Hussain

Moula Awaz do

Humain Parwaz do

Hum Azaroun ki Taqdeer Jagado

Apka Sath ho, Apki Baat ho

Dil Maira Apna Azakhana Bana do

(Moula Moula Hussain Ya Moula Hussain) x2

Zindagi, keh sath bhi

Zindagi, keh baad bhi

Baadshah Hamara Ya Hussain

Moula Mere dill ki sada

Mang raha houn yeh dua

Moula tere Naam rahe

Jeena Mera, Marna Maira

Aye Khud , Sun zara

Hai Yahi Ilteja, Tu dikha Karbala

(Is dua keh sath bhi, Is dua keh baad bhi) x2

Badshah Humara Ya Hussain 

Hussain

(Janum Ya hussain) x3

Hussain Hussain

(Janum Ya hussain) x3

Hussain Hussain

(Badshah) x3

Ya Hussain

(Badshah) x3

Ya Hussain

Zindagi, keh sath bhi

Zindagi, keh baad bhi

Baadshah Hamara Ya Hussain

Haaan…

Aka Shahe Karb O bala

Tu ne Bara Kaam Kiya

Deen pe saab waar diya

Phir bhi taira sir na jhuka

Ghar diya, sir diya

Bach gaya, Lailla

Sach Gai, Karbala

(Karbala keh sath bhi, Karbala keh baad bhi) x2

Badshah Humara Ya Hussain 

Hussain

(Janum Ya hussain) x3

Hussain Hussain

(Janum Ya hussain) x3

Hussain Hussain

Moula Awaz do

Humain Parwaz do

Hum Azaroun ki Taqdeer Jagado

Apka Sath ho, Apki Baat ho

Dil Maira Apna Azakhana Bana do

(Moula Moula Hussain Ya Moula Hussain) x2

Zindagi, keh sath bhi

Zindagi, keh baad bhi

Baadshah Hamara Ya Hussain

Haaan…

Jeetay raho Ahl-e-Aza

Dill main rahay Karb O bala

Shad Raho, Chaltay raho,

Pehne Hoyay Shal-e-Aza

Hai Dua, Ho Sada

 Har Jagah, Yeh Aza, 

Yeh Sada, Yeh Nawa,

Majlisoun keh sath bhi,

Majlisoun keh baad bhi

Majlisoun keh sath bhi,

Majlisoun keh baad bhi

Badshah Humara Ya Hussain 

Hussain

(Janum Ya hussain) x3

Hussain Hussain

(Janum Ya hussain) x3

Hussain Hussain

Moula Awaz do

Humain Parwaz do

Hum Azaroun ki Taqdeer Jagado

Apka Sath ho, Apki Baat ho

Dil Maira Apna Azakhana Bana do

(Moula Moula Hussain Ya Moula Hussain) x2

Nabi, Ali O Fatima Hassan keh chain Marhaba

Moula Moula Hussain Ya Moula Hussain

Khuda Keh Noor, Panjetan keh noor-e-Ain, Marhaba

Moula Moula Hussain Ya Moula Hussain

Sada rahay yeh silsila, Na totay tum se rabta,

Tu dhakanoun main bas gaya, tu rooh main samagaya

Tu dharkanoun main bas gaya, Hussain

Tu rooh main sama gaya, Hussain

Laho main Mairay gounjta Hussain

Humara hai Ata Pata Hussain

Salam Ashiq-e-Khuda,

Salam Jaan-e-Mustafa

Salam Qalb-e-Murtaza

Salam Rooh-e-Fatima

Salam Shah-e-Karbala

Ghareeb-e-Nailawaan

Ghareeb-e-Fatima

Ghareeb-e-Murtaza

(Hussain Ya Hussain) x4

7 thoughts on “Janum Ya Hussain Lyrics – Nadeem Sarwar – 2019”

Leave a Reply

error: Content is protected By the Owner of Nohay Lyrics !!