Abad Wallah Ya Zehra ma ninsa Hussainah
matami muj ko banaya app na mazloom ka
shukurya ya Fatima sa.
meri mitti may bi rakh di
app na khaka shifa
shukurya ya Fatima sa.
Matami muj ko banaya app na mazloom ka
shukurya ya Fatima sa.
jab bicha farsha matam Hazrata Shabbir ka
pursa dayna qabur sa aye mara gar Fatima
ya mara katcha makan b rashka jannat hugya
shukurya ya Fatima sa.
Matami muj ko banaya app na mazloom ka
shukurya ya Fatima sa.
dil barakta tha mara dunya ka gham ma dar ba dar
app na karka meri kotahiyong ko dar guzar
bakshwana ka liya karbubala bulwa liya
shukurya ya Fatima sa.
Matami muj ko banaya app na mazloom ka
shukurya ya Fatima sa.
zulum ka awan khotba sa giraya app na
haq mila ya na mila sar na jukaya app na
nusrata mazloom ka hum ko dikhaya rasta
shukurya ya Fatima sa.
Matami muj ko banaya app na mazloom ka
shukurya ya Fatima sa.
jab bandhi gardan ma rassi shah khybara gir ki
apna wali ko batchaya zalimoo sa app na
hashir tak Haider ka lab par hay tabhi ya marsiya
shukurya ya Fatima sa.
Matami muj ko banaya app na mazloom ka
shukurya ya Fatima sa.
ihtirama Fatima ka isko mila ya sila
is ka had bi anbiya sa aik lamha ma barha
rukh baqi ki traf karka yahi hurr na di ya sada
shukurya ya Fatima sa.
Matami muj ko banaya app na mazloom ka
shukurya ya Fatima sa.
jaka balwa ma batchaya ismata Shabbir a.s ko
tarbiya yo app na di Zainaba dil gir ko
meri behno ko b parda ka saliqa aagiya
shukurya ya Fatima sa.
Matami muj ko banaya app na mazloom ka
shukurya ya Fatima sa.
jab suni maa na madina ma ya Zainab sa khabar
hu gya Shabbir pa qurban iska sab pisar
kah ka ya Ummul Banain na shukur ka sajda kiya
shukurya ya Fatima sa.
Matami muj ko banaya app na mazloom ka
shukurya ya Fatima sa.
dakhta ha aik hasrat sa tari tooti lahad
aor bala darwaish ka hu gye ki maiki sanad
tuna har matami ka dil baqayya kar dia
shukurya ya Fatima sa.
Matami muj ko banaya app na mazloom ka
shukurya ya Fatima sa.