Bismillah Lyrics Nadeem Sarwar 2015

Bismillah |Nadeem Sarwar | 2015 – Nadeem Sarwar Lyrics

Noha Khwan Nadeem Sarwar

bismillahi Noor E Khuda…..
Bismillahi Shams O Zoahaa…..
Bismillahil Ainul Yaqeen…..

Yabna AMEERUL MOAMINEEN (ASWS)……..4

Haaaa….
Aye Yaar E Mann….2
Aye Dilbaro Dildaar E Mann
Aye Sayyedo Sardar E Mann
Aye Rehbaro Saalaar E Mannn…..

Aye Yaar E Mann….2
Aye Dilbaro Dildaar E Mann
Aye Sayyedo Sardar E Mann
Aye Rehbaro Saalaar E Mannn…..

Aye Naaz E Mann
Astaar E Mann..
Aye Mehramo
Gham Khaar E Mann….

Aye Maaliko Mukhtaar E Mann…
Aye Hazrate Sultaan E Mann….

Bismillahi Noor E Khuda…
Bismillahi Shams O Zoahaa…..
Bismillahil Ainul Yaqeen…..

Yabna AMEERUL MOAMINEEN (ASWS)……..4

Sar Allah……Abaabdillah……HUSAIN
(ASWS)…..3

Bismillahi Noor E Khuda…
Bismillahi Shams O Zoahaa…..
Bismillahil Ainul Yaqeen…..

Aye Murshide Mann E Wali
Maula HUSSAIN(ASWS) Ibne ALI(ASWS)
Aye Aashiqo ki Aagahi
Rasme Wafa Tujhse Chalii…..

Pohcha Jo Mai Teri Galii…
Kadmo Se Peshaani Malii….
Apni Khabar Bhi Naa Rahii…
Aye Mehware Eemaan E Mann…..2

Bismillahi Noor E Khuda…
Bismillahi Shams O Zoahaa…..
Bismillahil Ainul Yaqeen…..

Yabna AMEERUL MOAMINEEN (ASWS)……..4

Mai Nauha Khwaa Tere Liyee…
Meri Zabaa Tere Liyee…
Mera Bayaa Tere Liyee…
Ye Jism O Jaan Tere Liye
Gham Ki Azaa Tere Liyee….
Ashq E Rawa Tere Liyee…
Matam Kunaa Tere Liyee….

Aye Giryaa E Mishqaan E Mann……3

Bismillahi Noor E Khuda…
Bismillahi Shams O Zoahaa…..
Bismillahil Ainul Yaqeen…..

Yabna AMEERUL MOAMINEEN (ASWS)……..4
haaa….
wo ho najaf ya karbala…*2
wo ho najaf ya karbala
dono se hai ruhe baqa
wo sajdaga e qursiya
ye karbala qake shifa
karbala qaak e shifa
wo ibteda ye inteha
dono shahaadat ka sila
aye silsila aye silsila
behja ali ka khoon baha
behja ali ka khoon baha….
baha ali ka khoon baha
baha ali ka khoon baha
Na Aisa Koi Surama..
Na Aisa Koi Raahbar..
Lahu Mai Apne TarBatar..
????? Pyaasi Hai Magar…
Hazar Kaatilo Mai Bhi..
Chala Hai Jo Uthake Sar…

Ye Kaun Hai Aseer Kaun
Ye Puch Aye Hawa e Kaun
Ye Kaun Hai…………8

Ha AHMAD(SAWA) Ka Nawasa Hai….
ye kaun hai…2
Ha HAIDER(ASWS) Ka Saraapa Hai..
ye kaun hai…2
Ha ZAHRA(ASWS) Ka Dulaara Hai…
ye kaun hai…2
Ha SHABBAR(ASWS) Ka Ye Bhaiyya Hai…
ye kaun hai…2
Ha ZAINAB(ASWS) Ka Sahaara Hai…..
ABBAS(ASWS) Ka Aaka Hai…..
AKBAR(ASWS) Ka Ye Baba Hai…

Ha Ye HUSSAIN(ASWS) Hai…….2

Ye Ishq E Rabbani..
Ye Gauhar Rejani…
Ye Farm E Qur’aani…
Ye Ahle Furqaani…
Ye Zikr E Toofaani..
Ye Noor E Tabaani…..

Yabna AMEERUL MOAMINEEN (ASWS)……..3

Sarallah Aba Abdillah……
HUSAIN (ASWS)…….5

Kasam ALI(ASWS) Ke Khoon Ki……
HUSSAIN(ASWS) Phir
HUSSAIN(ASWS) Hai…….
Rehaan O Sarwar E Azaaa..
Baraaa E Deen E MUSTAFA(SAWA)..
Ye Apna Ghar Lutaa Chukaa…
Hazaar Zakhm Khaa Chukaaaa..
Jhuka Nahi Daba Nahii…
Jama Raha Data Raha..
Jhuka Nahi Hila Nahi..
Thaka Nahi Ruka Nai..

HUSSAIN(ASWS) Phir HUSSAIN(ASWS) Hai..
HUSSAIN(ASWS) Phir
HUSSAIN(ASWS) Hai………….8

Leave a Reply

error: Content is protected By the Owner of Nohay Lyrics !!