Aey Bawafa Lyrics | Ali Jee 2020

AEY BAWAYA 

Noha Khwan: Ali Jee

Bazaar-e-Sham mai Darbar-e-aam mai
Zainab(s.a) ki sadayaan aati thi…

Aaa Ghazi(a.s) (×6)

Zainab(s.a) bula rahi hai (×2) 
Awaaz tou suna doo

Aey Bawafa (a.s) kahan ho, Bhai(a.s) 
Zara sada doo(×2)

Zainab(s.a) bula rahi hai (×2) 
Awaaz tou suna doo

Aey Bawafa(a.s) kahan ho, Bhai(a.s) Zara sada doo

Aaa dekh teri Behnay, bazaar mai khari hai (×2) 
Majma hai shamiyoon ka, Chadar khahin say laa do

Zainab(s.a) bula rahi hai (×2) 
Awaaz tou suna doo

Aey Bawafa(a.s) kahan ho, 
Bhai(a.s) Zara sada doo(×2)

Ehl-e-Haram nay Ghazi(a.s), kitna tujhy pukara (×2) 
Bay Chaan hai Sakina(s.a), chehra ussay dekha doo

Zainab(s.a) bula rahi hai (×2) 
Awaaz tou suna doo

Aey Bawafa(a.s) kahan ho, 
Bhai(a.s) Zara sada doo (×2)

Inn zalimon nay mujh ko, sonay nehi diya hai(×2) 
Saye mai tum alam kay, kuch daar ko sula doo

Zainab(s.a) bula rahi hai (×2) 
Awaaz tou suna doo

Aey Bawafa (a.s) kahan ho, 
Bhai(a.s) Zara sada doo (×2)

Darbaar ja rahay hai Sajad(a.s) sarban hai(×2) 
Ghazi(a.s) musibatoon mai, kuch hosila baraha doo

Zainab(s.a) bula rahi hai (×2) 
Awaaz tou suna doo

Aey Bawafa(a.s kahan ho, 
Bhai(a.s) Zara sada doo (×2)

Meray Ghazi(a.s)… 
Meray bhaya(a.s)…

Shabbir(a.s) kay ghamon ko, 
aye door karnay walay…

Shabbir(a.s) kay ghamon ko, aye door karnay walay(×2) 
Qaidi banay kharay hai, azaad tou kara doo

Zainab(s.a) bula rahi hai (×2) 
Awaaz tou suna doo

Aey Bawafa(a.s) kahan ho, 
Bhai(a.s) Zara sada doo(×2)

Meray Ghazi(a.s) 
Meray Bhaya(a.s)


Leave a Reply

error: Content is protected By the Owner of Nohay Lyrics !!