Dukhte Hein Mere Kaan Lyrics
Bhaiya sajjad zinda ke andheron se mujh ko tu bacha le bhai mujhe aagosh e imat me chupa le
dukhte hein mere kaan sula do mujhe bhaiya
tum maa ki tarha
lori suna do mujhe bhaiya
dukhte hein mere kaan
lagta hai andhere se darte hi sakina ko
lagta hai andhere se darte hi sakina ko
tum sar mere baba ka
dila do mujhe bhaiya
dukhte hein mere kaan
dekha hai in ankhon ne baba ka gala kat te
dekha hai in ankhon ne baba ka gala kat te
bhool ungi bhala kaise
bata do mujhe bhaiya
dukhte hein mere kaan
mai sath 7 Muharram se pyasi hun mere bhaiya
mai sath 7 Muharram se pyasi hun mere bhaiya
do boond ho gar paani
pila do mujhe bhaiya
dukhte hai mere kaan
bhaiya mere kaano se ab tak hai lahoon jari
bhaiya mere kaano se ab tak hai lahoon jari
tum aa ke zara marham
laga do mujhe bhaiya
dikhte haimere kaan
kar ta hai sitam zalim sone bhi nahi deta
kar ta hai sitam zalim sone bhi nahi deta
agosh e imamat me
chupa lo mujhe bhaiya
dukhte hai mujhe kaan
sajjad se sakina ro ke ye fazal boli
chehra mere Asghar ka
dikha do mujhe bhaiya
dikhte hai mere kaan sula do mujhe bhaiya