Dushman e Zehra

Ya Zahra Ya Zahra Ya Zahra Ya ZahraUtri Hai Aj Fatima Zehra

Par Kaisay Rahai Dimagh Zami’n Ka Zameen PerJibreel Kis Se Poch Ke Layega AyatainZahra Yahin Hain Tu Bhi Thehar Jaa Zameen PerKhud Ake Degi Mout Suna Ran Ko ZindagiHan Zahra Bicha Rahi Hai Musalla Zameen PerWo Jaa Rahi Hai Arsh Pe Zahra Ki RotiyanWo Aa Raha Hai Dehar Ka Surah Zameen PerZahra Ne Khud Dua Ko Uthaye Hain Apne HathHaan Abbas Tum Ko Ana Parega Zameen PerHaan Jannat Se Karbala Ka Pata Puchti HuiAdam Ke Sath Ai Hai Hawa Zameen PerBekar Hai Yeh Isko Jahannum Mai Bhej DoAray Ik Bhoj Hai Yeh Dushman e Zehra Zameen Per

Leave a Reply

error: Content is protected By the Owner of Nohay Lyrics !!