Mazloom ka matam – Nadeem Sarwar – 2020

MAZLOOM KA MATAM

 Hussain ya hussain x4Ghum na hoga x2 
Ye tu mozloom ka matam hai x3
Hussain ya hussain x4

Ye tu mazloom ka matam hai x2
Har dil main hoga har ghar main hoga x2
Dasht main hoga gulzar main hoga 
Hussain ya hussain x4

Syeda zainab ki ya aza hai fatima zehra ki ye dua hai x2
Zain ul ibab ke dil ki sada hai x2
Gham ye dil-e-zawar main hoga 
Ye tu mozloom ka matam hai x3
Hussain ya hussain x4

Ye tu mazloom ka matam hai x2
Har dil main hoga har ghar main hoga x2
Dasht main hoga gulzar main hoga 
Hussain ya hussain x4

Lashe pe shah ke zainab ka wada dekhe gi dunya ab ye manzar x2
Aa mera bhaiya matam tumhara x2
Sham ke khooni darbar main hoga
Ye tu mozloom ka matam hai x3
Hussain ya hussain x4

Ye tu mazloom ka matam hai x2
Har dil main hoga har ghar main hoga x2
Dasht main hoga gulzar main hoga 
Hussain ya hussain x4

Gham ye tumhara mola bhulana zamana 
Ghar ghar saja hai tumhara azakhana 
Hussain ya hussain x4

Gham ye tumhara mola bhulana zamana 
Ghar ghar saja hai tumhara azakhana 
Tope tumhara jari rahe ga 
Matam ye sara sansar main hoga
Ye tu mazloom ka matam hai x2
Har dil main hoga har ghar main hoga x2
Dasht main hoga gulzar main hoga 
Hussain ya hussain x4

Zahoor e Mehdi jis roz hoga mazar wo kitna pursoz hhoga x2
Mimber pe hoga waris hamara x2
Matam phir unki sarkar main hoga 
Ye tu mazloom ka matam hai x2
Har dil main hoga har ghar main hoga x2
Dasht main hoga gulzar main hoga 

Hussain ya hussain

Leave a Comment

%d bloggers like this: