Ghar Ko Chora Shah Ne – Salam

ghar ko chora shah ne jungal basane ke liyekarbala may aaye thay jannat may jaane ke liye zohr ko zainab se jab milne gaye ghar may hussainkoi dweodi par na tha, parda uthane ke liyeghar ko chora shah ne…. sheh uthay padkar namaz-e-subah mehshar hogayahazrate zainab chali, kapde pinane ke liyeghar ko chora shah ne…. … Read more

Ghabraegi Zainab – Salam

Reciter: Nasir Jahan ghabraegi zainab ghabraegi zainabbhaiya tumhein ghar jaa ke kahan paaegi zainab kaisa ye bhara ghar hua barbaad elaahikya aayi tabahiab is ko na abaad, kabhi, paaegi zainabghabraegi zainab ghar jaa ke kisay dekhegi qasim hai na abbasakbar se bhi hai aasapne ali asghar ko kahan, paaegi zainabghabraegi zainab poochenge jo sab log … Read more

Ek Baar Aur Mujhe – Salam

Reciter: Mukhtar Hussain ek baar aur mujhe godh may lelo baba wa hussaina ka hua shor haram may barpahoke ruqsat jo chale ghar se shahe karbobalakehke ye daudi sakina ke teher jao zaraek baar aur mujhe…. sheh ne bachi ka jo ye haal pareshan dekharoke farmaya ke kya haal meri mahelekhajodh kar nanhe se haathon … Read more

Bole Beti Se Sibte – Salam

bole beti se sibte payambarbaad mere na rona sakinazid na karna mujhe yaad karkemaa ki godi may sona sakina hum bahot door jayenge bibiab na surat dikhayenge bibihum bahot yaad aayenge bibitum na bechain hona sakina baad mere tu dukhyari hogitujhko eeza badi pyari hogizindagi phir tujhe bhari hogitujhko hai qaid hona sakina shimr kodon … Read more

Bhai Na Bhatije na -Salam

bhai na bhatije na pisar laayi hoo ammabas ghar ke ujadne ki khabar laayi hoo amma sajjad ko jalte hue qaimo se bachakarlaa to nahi sakti thi, magar laayi hoo ammabas ghar ke…. yeh keh ke rakha qabr pe shabbir ka kurtamai sirf ye sowgate safar laayi hoo ammabas ghar ke…. ghash aagaya zainab ko … Read more

Zindan Ke Andhere – Salam

Reciter and Shayar: Unknown zindaan ke andhere me sakina kay thay naaleay paalne waale ay paalne waalekya dekh na paoongi mai ab ghar ke ujaaleay paalne waale ay paalne waale ya rab na koi dekhay meri aisi yateemiaur aisi aseeritaqdeer kisi aur ko zindaan may na daaleay paalne waale…. phir dekhloon ek baar mai darya … Read more

Zehra Pursa Lo Bahattar – Salam

karbal ki kahani jab koi bhi sunayegadil walon ki aankhon se ek darya baheyegawo khafela sarwar ka jo shaan se nikla thasughra ko khabr kya thi na laut ke aayegazehra zehra pursa lo bahattar ka tooti hai kamar sheh ki ghabra na magar akbarfarzande nabi teri mayyat ko uthayegazehra zehra akbar ka bhi pursa lo … Read more

Ye Sochta Hoo Ke – Salam

Reciter: Ustad Fateh Ali Khan ye sochta hoo ke abid ka haal kya hogaaseer hoke wo jab shaam may gaya hoga suna hai shaam may jaate hi khoon rone lagana jaane shimr ne us waqt kya kaha hogaye sochta hoo… galay ki tauq ne abid ko kya jhukana thawo apne khoye huye laal dhoondta hogaye … Read more

Wo Teen Din Ki Pyas – Salam

Reciter: Ashraf Abbas wo teen din ki pyaas wo tashnalabon ki shaamapne gharon se door wo un be-gharon ki shaam bewaon ki yateemon ki aur qaidiyon ki shaamdurro ki taaziyano ki aur khanjaro ki shaam qaimo ke ird gird wo laashe azeezo kesehra e be-amaan may wo khastatano ki shaam jalte huwe qayaam sisakte huwe … Read more

Wo Shaam Ki Musibat – Salam

Reciter and Shayar: Unknown wo shaam ki musibat zainab ke dil se poochodarbaar ki wo aafat zainab ke dil se poocho darbariyon ka majma zainab ke dil se poochochaadar ka cheen jaana zainab ke dil se poocho mushkil kusha ki beti rassi may baandhe jaayewo baazuon ka dukhna zainab ke dil se poocho bachon ka … Read more