Aap ke Darbar se khali gaya koi nahi

Aap ke Darbar se khali gaya koi nahiHain sakhi lakhon yahaan par Aap (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) sa koi nahin Aap ke dohar mein dono jahaan ki nemateinAap ke lutf-o-karam ki intihaa koi nahin Jab liya Naam-e-Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) mushkilein hall ho gayinKaun kehta hai ke Tere Naam ka assar nahin Aye … Read more

Aankhon ko woh Pur Kaif Nazare Nahin Bhule

aankhon ko woh pur kaif nazare nahin bhulewoh din jo madine mein guzare nahin bhule bechain hai ik baar uthe phir wohi unglimohtaab ko aqa ke ishare nahin bhule ghir jaon main ji chahe mera phir se bhanwar meinaqa ne diye the jo sahare nahin bhule islam ke gulshan ko bachaya tha jinhon nekarbal ko … Read more

Aankhon ka taara naame Muhammad

Aankhon ka taara naame Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)Dilka ujaala naame Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Puche ga Mawla laya hein kya kyaMai ye kahunga naame Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Allahu akbar Rabb ul-‘ulaHar sheh pe likka naame Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Daulat jo chaaho dona jahaan kiKarlo wazifa naame Muhammad Sheda na … Read more

Aanay walo yay to bataao

Aanay walo yay to bataao shehr madina kesa heSar un kay qadmon mayn rakh kar jukh kar jiina kesa he Gunbaday khazra kay sa-ay mayn beytth kay tum to aa-ay hoUss sa-ay mayn Rabb kay aagay sajda karna kesa he Dil aankhayn or ruuh tumhari lagti heyn sehraab mujhayDar pay un kay beytth kay zamzam … Read more

A’alam Mein Baraat Rachi Hai

A’alam Mein Baraat Rachi HaiArsh Ka Dulha (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Aaya HaiJugmug Jugmug Duniya Saji HaiArsh Ka Dulha (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Aaya Hai Arsh Se Utra Noor Khuda KaNoor Badamaan Saari DuniyaInki Zia Se Ye Chamki HaiArsh Ka Dulha (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Aaya Hai Kufur Ki Boo Kafoor Hui HaiShah-e-Dinaa Ki … Read more

Aa jaaye bulawa mujhe AQA Tere Dar se

Aa jaaye bulawa mujhe AQA Tere Dar seJis Dar ki ghulaami ko to jibreel bhi tarse Paidal hi nikalte hain, masaafat ka nahin khaufThakte hi nahin ham to Madine ke safar se Sunnat pe Teri chalne ka aa jaaye qareenaYe abr-e-karam kaash mere dasht pe barse Zarrah bhi lage gohar-o-almaas se badh karDekhe to koii … Read more

Aaj Muhammad aye moray ghar

Aaj Muhammad (salla Llahu alayhi wa sallam) aye moray gharSalli ‘alaa ki dhoom hai ghar ghar Ankhon mein maazagh ka surmaSar par taaj Warafa’na kaHusn-e-mujassam Allahu akbar Subh-e-azzal hai Mukhra un kaShaam-e-awad hai Zulf ka sayaUnse hua har qalb munawwar Mehndi lagaon ghar ko sajaonMain angan mein naachon gaaonTann mann waaron Unke Charan par Aao … Read more

Aaj milaad-e-Nabi hai

Aaj milaad-e-Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) hai, kya suhana noor hai,Aa gaya woh noor wala, jiska saara noor hai. Aankh walo aao dekho, mah-e-taiba ki ziya.Asmaan ke chand mein to, pheekha peekha noor hai. Tu na hota to na hota do jahaan ka intezaam.Tu zameen ka noor hai, tu asmaan ka noor hai. Jiss ne … Read more

Aagaii jag de vich bahaar

Aagaii jag de vich bahaarBan ke aaya kamli waala Nabiyaan da sardaar (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Kamli waala je na oanda, Rab vi na koii cheez banondaSohne da ai sadqa banya ai saara sansaar Rab aakhe tun dilbar mera, mera sab kujh sohniyaan teraMeri har shei da mahbuba tu maalik mukhtaar Oganhaaro na ghabra-o! … Read more

Aagae Mustafa ki sawaari

Khaliq ney apney Nuur ka, Jalwa dikha diyaaSab Nuur ko Mila kay Muhammad (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) bana diya Aagae Mustafa ki sawaariApne ghar ko diyo sey saga looDey rahey hain farishtey salaamiTum duruudo ki maala banaa loo Aagae Mustafa ki sawaariApne ghar ko diyo sey saga loo Apney mangto ko wo paaltey hainWo … Read more